11.2.08

SHAYARI romantic and sad

aankho mein bas kar dil mein samma kar chale gaye
khaab mein zindagi thi jaga kar chale gaye
chehre tak aastin wo la kar chale gaye
kya raaz tha kisko chipa kar chale gaye
rag RAG mein is tarha wo samaa kar chale gaye
jaise mujhi ko mujhse chura kar chale gaye
aaye the dil ki pyaas bujhane ke vaaste
ek aag si wo laga kar chale gaye.......................
==========================
Bhula kar hame wo khush reh payenge
sath mein nahi to mere jane k baad muskuraye ge
Dua Hai Khuda se ki unhe kabhi dard na dena,
Hum to seh gaye par wo toot jayenge!
======================
"pal Aisa Tha Ki Hum Inkar Na Kar Paaye
Zamane K Dar Se Ikraar Na Kar Paaye
Na Thi Jinke Bina Zindaghi Munasib
Chod -diya Unhone Aur Hum
Sawal Na Kar Paaye
=====================
Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon
====================
ek wakht tha jub ap muj sa pyar kar ta tha
ap apni mahobat ka izhar karta tha,
ab asa kya kar diya hum ne,
jo hamara chara sa be ap ko nafrat ho gaye,
phela to ap isi chara sa pyar karta tha..
====================
do kadam toh sab chal lete hai
par zindagi ka saath koi nahi nibhata
agar rokar bhulai jaati yaadein
haskar koi gum nahi chupata
=================================
woh sath he kaya ho do kadmo ka ho
hum to zindgi bhar ka sath nibana ka liya aye a
tum apna sara gum da do mujh ko
kyon ke hum to is dunya me app ko hasana aye hai
====================
Hum Nibhayenge Ye Rishta Marte Dum Tak
Hasayenge Tumko Khushi Se Gam Tak
Aey Yaar Kabhi Humse Naraz Na Hona
Sath Rehana Hamare Akhari Dum Tak



====================
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti
Mohabbat khud bhi hoti hai
Mohabbat khud hojaati hai
Mohabbat khud banati hai
Mohabbat khud bhi banti hai
Mohabbat khud bhi andhi hai
Mohabbat andha karti hai
Mohabbat jhuk bhi sakti hai
Mohabbat jhuka bhi deti hai
Mohabbat khud bhi nafrat hai
Mohabbat Pyaar bhi karti hai
Mohabbat Pyaar hai Dil ka
Mohabbat esaar bhi karti hai
Mohabbat kaam hai dukh ka
Mohabbat naam hai sukh hai
Mohabbat naam hai is ka
Mohabbat is hi ko kehte hain
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti
=====================
k nazar hamari ek nazar tumhari,
nazar ne Dil ki nazar utari,
Nazar ne dekha nazar ko aise ki,
kabhi nazar na lage Mahobbat ko hamari.
======================
Apni Taqdeer Mein Hum Mohabbat Maangna Bhool Gaye
Dil To Maanga Par Dildaar Maangna Bhool Gaye
Humne To Dil Kisiko De Diya
Par Badle Mein Dil Maangna Bhool Gaye
====================
" Gunahgaro ki tarah gunah kar gaya.....

khud ko ruswa kar main tujse pyar kar gaya....

Jab manga khuda ne hisab hamare rishte ka...

to aankh me aansu the... par me muskara kar sabra kar gaya...
===================

Mein samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein,
Tujhe andaza nahi meri gehrai ka....
===================
Apne khayalon ko samet kar jo likha maine.........
Kaagaz per tere naam ke siwa kuch bhi na tha........
==========================
jao jao bibi aage jao ....
__________________
**Live with No Excuses & Love with No Regrets

when life Give u a Hundred Reasons 2 cry
Show life that U have a Thousand Reasons 2 smile

& Keep Smiling..
===================
Aik baat kahoon Agar suntey ho ?
Tum Mujh ko achey lagtey ho

Kuch chanchal se , kuch chup chup se
kuch pagal pagal lagtey ho

hain chahney waaley aur buhut
par tum mein hai aik baat buhut.............
Tum apney apney lagtey ho

Aik baat kahoon Agar suntey ho ?
Tum Mujh ko achey lagtey ho

Yeh baat baat pe kho jaana
kuch kehtey kehtey ruk jaana

yeh kiss uljhan mein rehtey ho....?
Kiya baat hai hum se keh daalo

Aik baat kahoon Agar suntey ho ?
Tum Mujh ko achey lagtey ho


hmmmm nice na lolzzzzz
================================
Baat Chupti Nahi Chupane Se
Dil Rukta Nahi Kisi Ke Samjhane Se
Ruk Jaati Hai Dhadkan Unko Bhool Jaane Se
Hum Unko Yaad Karte Hai Jeene Ke Bahane Se
__________________
===========================
Nobody Is Perfect In This World

I Am Nobody.

=================

Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,mur ke na dekh beete hue pal
jo nahin tha tera tujhe nahin mila,jo milgaya uske sath guzaar apna har pal
==========================
saari dunya hasti hai, jab hastay hai hum,
koii bhi nahi rota, jab rotay hai hum,
Ya-Allah ye dunya humay samjh bhi paai gi?
ya u hee rotay rotay murr jai gai hum,
======================
Main Love Tumse "

Main Bhi Love Tumse
Really Kasam Se
Ask Mere Heart Se
Each And Every Part Se
Inside Sapno Mein
Outside Samne, You Hai
You Hai, Only You Hai

Wrong Nahin Right Hai
Love Two Side Hai
Without You My Zindagi
Black And White Hai

I Bhi To Jaanu
Tere Liye Mad Hai
You Na Ho Front Mein
To Full Day Bad Hai

Main Love Tumse
Really Kasam Se
Ask Mere Heart Se
Each And Every Part Se
Inside Sapno Mein
Outside Samne, You Hai
You Hai, Only You Hai

With You Mere
Chehre Pe Shine Hai
Along With Tere
Meri Life Design Hai

Every Thing Anything
Tere Liye Kar Doon
Bas Mere Love Ki
Yahi Dead Line Hai
=========================
Love is like air
You will never know it’s there
until you feel it

and you will never know it’s gone
until you need it.
=========
I love my eyes when U look into them,
I love my name when U say it,
I love my heart when U love it,
I love my life when U are in it.
==================
My heart is made 2 luv U,
My heart is made 2 luv U,
My lips are made to kiss U,
My eyes r made 2 see U,
My hands r made 2 hold U,
Every part of me wants U,
Maybe bcoz I was made just 4 U!!!

==============================
Sweet is ur nature, Dear is your name,
Close to my heart U will always remain
As Earth wants water, Flower wants dew,
I want nothing but happiness for you
====================
tears r silent language of LOVE,
when tears come with reason means u got some problem,
but when tears come without reason means u r in LOVE
======================
Relationship is like a book,
It takes only few seconds to burn.
But it takes years to print,
So print it very carefully and never let it burn.

====================
Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata

Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye

Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha

Isiliye mujhe zinda hi maar gaye

================================================
A Romantic Love Shayari

"Tanhaiyo me muskurana ishq hai,
ek baat ko sab se chhupana ishq hai,
yu to nind nahi aati hume rat bhar,
magar sote sote jagna or jagte jagte sona ishq hai."
============================================
Dil Mein Hai Jo Dard Vo Dard Kisse Bataaye
Haste Hue Yeh Zakhm Kisse Dikhaaye
Kehti Hai Yeh Duniya Hameiin Khush Naseeb
Magar Iss Naseeb Ki Daastaan Kisse Sunaaye
__________________
===================
Mere dil ki yahi thi khwahish tujhe apna bana sakku
dard-e-dil ka haal sunna sakku
tum ne kabhi dekha hi nahi meri taraf pyar se
mauka mila hi nahi ke mein dil ki baat tumhe bata sakku
=================
hoto ki juban ye aasu kahte hai
jo chup rahte hai fir bhi bahte hai
Aur in aasuo ki kismat to dekhiye.
Ye unke liye bahte hai jo in aakho mein rahte hai
__________________
======================
Milna itifaak tha bicharna naseeb tha
Wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha
Hum usko dekhne k liye taraste he rahe
Jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha
__________________
Maana aaj unhe hamara koi khayaal nahin
Jawab dene ko hum raazi hai par koi sawaal nahin
Pucho unke dil se kya hum unke yaar nahin
Kya humse milne ko vo beqaraar nahin.
================
Chand Ke Liye Sitare Anek Hai
Lekin Sitaro Ke Liye Chand Ek Hai
Aapke Liye Tow Hazaron Honge
Lekin Hamare Liye Aap Hi Ek Hai
=====================
Tumko jaante nahin, par chaahte hai hum
Din bhar khojte nahin, par sochte hai hum
Tumhare dil mein rehte nahin, par tumhare hai hum
Tumko shayad paayenge nahin, par apnaayege hum
Jeevan mein shayad kabhi mil na paao,bas bichad jaaoge tum
Shayad hamare na ban paao, par muskuraoge tum
Raat andheri hogi, phir-bhi jhilmilaoge tum
Hamein aur koi nahin, bas yaad aao ge tum
=======================
Hum tumhein chaahte hai itna….chaahega na koi jitna
Dil cheer ke dekhle A iss dil mein tere liye pyar hai kitna
Baar baar yun aazmaate kyu ho hamein
Kehdo aaj tum bhi chaahte kyu ho hamein itna
=====================
Kyo banate hai hum aise rishte,
joh pal doh pal me tut jate hai.
Wada toh karte hai umer bhar saath nibhane ka,
per chote se tufan me hi bikhar jate hain
__________________
=======================
Gum ne hasne na diya,Zamaane ne rone na diya.
Is uljhan ne chain se jine na diya,
Thak ke jab sitaroon se panah lih
,neend aayi to teri yaad ne sone na diya
======================
maine maan liya hai woh faisla khuda ka,
phir main chahu,ke zindgi ruk jaye
aur main un ke sath kuch aur pal jee paun
__________________